Hello friends aaj main aapko batana chahta hoon ki aap online instagram se earning kaise kar sakte ho or kya kya tarike hai jinse aap earning kar paoge.
To chaliye start karte hai~
To friends main aapko aise 4 method batane vala hoon jinse aap instagram se online bahut hi acha paisa earn kar sakte ho.
To chaliye start karte hai~
To friends main aapko aise 4 method batane vala hoon jinse aap instagram se online bahut hi acha paisa earn kar sakte ho.
1.Sponsorship-
Friends aap is method se bahut sara paisa kama sakte ho but iske liye aapko 10 to 20 thousands followers required hote hai agar aapke itne followers hai to aap yaha se bahut hi acha paisa kama sakte ho.
Isme aapko koi company ya shop ke product ko pramot karna hota hai isse vo company aapko bahut hi acha paisa deti hai.
2.Affiliate marketing-
Affiliate marketing se bhi aap bahut achi earning kar sakte ho. Isme aapko amazone or flipkart jaise companeyo ke product ka pramotion aapke instagram account par karna padta hai. Agar aapke share link se us product ko koi buy karta hai to companey ke rule se uska kuch parcent aapko commision mil jata hai.
3.photo selling-
Friends ye bahut hi popular way hai instagram par earning karne ka. To aapko agar kisi bhi field me photo shut karna aata hai to aap usse related instagram account par kisi bhi bade page se contect kar sakte ho or use photo sell karke bahut achi earning kar sakte ho.
4.instagram account selling-
Instagram account selling aajkal ek business ban gaya hai. Isse method se aap bahut hi acha earning kar sakte ho.
Isme aapko karna kya hota hai ki aapko apne instagram account par followers(15k -20k) badane hote hai. Followers aap kisi bhi video, photo etc viral karke bada sakte ho. Jab aapke account par ache followers hote hai to aapke accoune ko koi companey ya koi bhi apane product ke pramotion ke liye aap se bahut hi ache paise dekar kharid leti hai.
H